Friday, 8 September 2017

ID Serve and Netcraft

ID Serve ⇒ Dosto is post par apko ID Serve ke bare mai bata raha hu ID Serve ka use karke aap kisi website ke web server ke bare mai jaan sakte hai jaise ki koi website hai or apko pata karna hai ki vo website kis web server par run ho rahi hai to yeh kam aap ID Serve ka use karke kar sakte hai par ID Serve https (secure websites) par work nahi karta hai. https ke web server jane ke liye aap netcraft ka use kar sakte hai. inka use apko images ke through bata raha hu ise banner grabbing bhi kaha jata hai . 








mai ummeed karta hu ki aap sabko ID Serve or Netcraft  ke bare mai jaankari mil gayi hogi agar apko post pasand aye to share kare dhanywad

Download links





Visit Karne Ke Liye Aapka Sukriya




No comments:

Post a Comment