Dosto is post par main apko Footprinting and Reconnaissance ke bare mai detail mai jankari dunga or tools bhi dunga or unka use bhi btauga apko Footprinting and Reconnaissance ki puri jankari is post par mil jayegi.
Types of Hackers
Footprinting and Reconnaissance
Types of Hackers
Footprinting and Reconnaissance
- Reconnaissance isme ek hacker apne target ki information ko collect karta hai jaise agar hacker ka target koi website ya server hai to yeh jana jata hai ki website ke owner ki information ,website kis server par hosted hai ,domain kab register hua or kis nam se hai ,email id or phone numbers, aisi jankari jo hacker ke liye usefull hoti hai.
- Footprinting do types ki hoti hai passive Footprinting and Active Footprinting Passive Footprinting mai hacker apne target ki information public available resources ka use karke jankari ikthi karta hai jaise internet se , visiting cards se. isme koi risk nahi hota Active Footprinting mai hacker apne target se direct connect hokar jankari ikthi karta hai jaise kisi company ko target karna hai to hacker company mai call karke, mail karke, company ke employe se bat karke information collect karta hai.
Ab mai apko Footprinting mai use hone vale sab tools ki jankari de raha hu yeh sab jankari mai apko ik hi post par nhi de sakta bahut badi ho jayegi isliye har tool par click karke uske bare mai aap next post par detail mai pad sakte hai.
mai ummeed karta hu ki aap sabko Footprinting ke bare puri mai jaankari mil gayi hogi agar apko post pasand aye to share kare dhanywad .
Visit Karne Ke Liye Aapka Sukriya
No comments:
Post a Comment